Introduction of Computer

Aslam o alaikum friends

www.SoomroSBS.Blogspot.com


 Aaj kal computer ki boht bari ahmiyat ho gayi hai har ghar, office, shop mein computer use hota hai. future mein jo war hogi computer se hogi itsuper ka ye mission hai k pakistan ka har banda it ka ilam hona zarori hai.

mere kuch apne teaching k usool hain, mana k pakistan main boht teachers hain itsuper team main b boht expert hain par har aik ka alag alag teaching ka method hai, sab aik jaise nahen hote jaise hath ki panch ungliyan barabar nahien hoti.

 Allah ka karam hai jo mujhe itni knowledge di hai computer ki jo mein aap ko share kar raha hoon agar kahein koi kami peshi nazar aaye to plz maaf karna or meri himat afzai karna.

hamain computer ki basic knowledge hone chahye boht sare friends ko en ka nhe pata so plz lets learn with me Jazak Allah Khair.

Parts of Computer  

 

 

 

 

 

 Desktop is your working area agar aap ko desktop nazar aaye ga to aap aasani se kaam kar sakte ho. jaise hum kaam karne k liye table ka sahara lete hain.
Win+L press kar k dekho aap ko desktop nazar aa raha hain nahein na to aap kis file ko click karenge kaise kaam karenge.

en sab k name aap ko yaad hone chahiye ye kahen b job k interview mein poch sakte hain.

This Is Video

 

Comments

Popular posts from this blog

How To: PTCL DSL Modem Configuration Screenshots Esay

Flash book making Tutorial Urdu Simple Method