" Out Of Range"...Dispay on Lcd Problem Solved Pechle do salon main kafi users ne apne systems main moniter ki jaga LCD use karna shoro kar di hain or aksar LCD use karne walon ke sath ye problem rehti hay ke un ke pc ki VGA settings (resolution, refresh rate) LCD ke compatible nahi hoti isi liye unhain kafi pareshani hoti hay main ne pechle dino is problem ko solve kiya Step1 Pehle VGA install karain phir pc jab restart ho ga to "F8" se windows menu open karain phir "Enable VGA mode" ko enter kar dain Step 2 ab windows start hone par apne pc ki display properties ko open karain or resolution ko 1024*768 par set kar dain CAUTION agar kisi ka pc start hone par auto dispaly setting karne ko kahe to task bar par mojod message ko close kar dain ...